Howdy, In this Article Ham Discuss Karenge Help Line Mhdbt Problems & Solution Mahadbt Application Frequently Asked Questions Jo Aavedako Dvara Face Kiye Jaa Rahe hai.

Aapne Suna hoga Mhdbt Mahadbt portal ke Bare me Jo Ek Government of Maharashtra educational Portal Hai.

MhDBT Scholarships Problem, MahDBT Grievance, Last Date Mahadbt, Voucher Redeem
MhDBT Scholarships Problem, MahDBT Grievance, Last Date Mahadbt, Voucher Redeem

Is Article Me important Questions, Points Cover Kiye gaye hai Jo Beneficiary ko Apne fund transfer hone tak Fayda pahucha sakate hai.

Isse Pahale hi MahDBT Login Ke jariye Application track karane tak ki Puri jankari mahadbtmahait.org.in portal Par di gayee hai.

Mhdbt Portal Mahadbt Login ke Bare Me.

Maharashtra Maha-DBT Portal Schems Benefits, help line, Frequently Asked Questions, MahDBT Problem And solutions etc is Article Me Add kiye Gaye Hai.

What is Aaple Sarkar DBT Portal?

Aaple Sarkar DBT Portal Ek Maharashtra Direct Benefit Transfer Portal hai Jiske Madhyam Se Maharashtra Goverment All Benefits, Subsidies And Various Social welfare sechemes Beneficiary Account Me transfer Kiye jaate hai.

Various Scheme names Jaise Ki E Scholarships, Pension schemes, Labor Schemes, Disaster, etc.Directly Applicants/beneficiary Ke Aadhaar enabled bank accounts me Transfer Karata Hai.

Aaple Sarkar DBT Portal Par Application Kaun Kar Sakata Hai?

Mahadbt – Aaple Sarkar Portal Per registration Koi bhi Indian citizens kar sakate Hai But Applicant ki eligibility, benefits schemes anusar calculate Kiye Jate Hai.

Kya DBT Benefits Ke iye aadhar Number Jaruri Hai?

Yes, DBT Funds Transfer tabhi kiye jayenge Jab aadhar enabled bank accounts, mobile number activated honge.

Mhdbt Schemes Mahadbt Eligibility Kaise Pata Kare.

Mah DBT Scheme Eligibility Criteria Jaanane ke liye MahDBT Portal Par All schemes Patrata Mandand Diye gaye Hai.

Applicant Yojana Anusar Kaha Apply Karane Ke Eligible Hai Vah Eligibility Criteria, Benefits Options ke Jariye Jaan Sakate hai.

OTP Kitane Time Tak Valid Hai.

Mahadbt registration, login reset etc ke liye Aadhar OTP 30 Minut tak Valid rahega.

Kya Mai Mobile number change/register Kar sakata hu?

Mhdbt portal par Mobile number change tabhi kiya Ja sakata Hai Jab tak Applicant Mahadbt portal login Kar Payega.

New mobile number registration karane ke liye aadhaar enrollment center par Jana hoga.

Documents Query?

Mahadbt Portal Par Documents Upload Size Kya Rakhi Gayee Hai?

Mahadbt Scholarship Post matric, Pre matric scholarship, Farmer, Pension schemes, Special Assis & Farmer schemes Chahe kisi bhi Application ke liye Apply karana ho Applicants Maximum 250 KB Tak File Size Documents upload kar sakte hai.

Mahadbt Forms ke liye Kaunse file formats documents scan Karane Ke liye Accept Kiye jate Hai?

Every applicants Mahadbt Application Form ke liye Documents Upload Karane Ke Liye JPEG, PNG Yahi File formats Scan Karate SAmay use Kare.

Mahadbt Application Query Related.

What is GRN No. in Mhdbt application form?

GRN means General register number hota hai. yah GRN Number Applicants Apne Institution Se Prapt kare Jaha Par Vah Admitted Hoga.

Har Students Ke Liye Yah GRN (General Register Number) Ek Unique identity fication Number hota hai.

If My College Name/Course Name Missing from College Name & Course Name field What should I do?

Mahadbt Login ke Bottom me Display hone Vale check box Par Tick Kare Aur Manually Aapka College, Course name, university name etc Enter kare.

Merit Scholarships for Economically Backward Class Students Kaunse Category Ke Liye hai.

Economically backward class students scholarship yah Next education continue Rahe iske Liye Diya jata Hai.

Yah scheme keval Class 11th & 12th Boys Ke liye hi Applicable hai.

Yadi Mujhe SSC/HSC board Yah application Mahdbt karate samay SSC & HSC Details Dropdown list Me nahi dikhaye de To Kya Karu?

Yadi Applicants Ko Maha DBT Form bharate samay SSC & HSC details drop down list me Na dikhayee de to Niche di gayee Process Kare.

  • I. Select the Other board from the SSC/HSC details section.
  • II. Fill all mandatory fields in SSC/HSC details section manually. Jaise Ki Board Name, Seat Number, Name on SSC Certificate, Total Marks, And Obtained Marks etc.

Can I The MhDBT application form be stored in draft mode?

Yes, Ab Every Applicant MahDBT Application form Ko Mahadbt login me Draft mode me Save Kar sakta hai.

Can i Change/ edit the Maha DBT application form after submission?

Sure, Yadi, Kisi specific fields me Galati Paaye jaane par Instition login Ke jariye Clerk/Principal Applicants login me Phir se Form mahdbt Send back Kar Sakta Hai.

Ya phir Applicant ke Request karane par Institute sends back karega Jiske baad student kuch fields jo editable hogi to correct kar skate hai.

How to check the Mahadbt status of the application after submission?

Kisi bhi Samay Maharashtra scholarship application status ko Track karane ke liye Applicant Niche diye gaye Steps Ki Help Le Sakega.

  • Login to the MahaDBT Portal First,
  • Click My Applied schemes in right side panel,
  • Tap Application Status In Application Tracking menu,
  • Enter Valid Application Id.

Is tarike se Har samay ki status mhdbt track Karane me Help milegi.

Mahadbt Scholarship Aadhar Query.

How to check My Aadhaar-Bank linking status?

Aadhar bank linking status Janane ke liye Applicants Apne mobile phone ke caller pad se Dial kare *99*99# .

Aadhaar Linked Bank Account & Normal Bank Account me Kya Fark hai?

Yah parikalpana kee gayee hai ki social security benefits jaise Scholarship, Pension, Manrega wages etc Aadhar linked bank accounts Me transfer Kiye Jayenge.

Unique Identification Authority of India Yaane KI UIDAI All states / central ministries ke saath sakriy roop se kaam kar raha hai taaki sabhee Social security benefits ke vitaran ke liye aadhaar saksham khaaton ko naamit kiya ja sake.

Indivisual Person apne Aadhaar Card link bank account ko kam laagat vaale ATM matchin ke maadhyam se access karane mein saksham hoga, jisame unke Bank account ke saath me Aadhar number Link kiya rahega.

Biometric authentication and Mobile Payments In future Isi Aadhaar Linked bank accounts Ke Saath Enable Kiye Jayenge Jisse Direct benefit transfer DBT Portal Par Minato me Bheja Ja Sakega.

Fund Disbursed Related Query.

Mere Kai Bank Accounts hai Mahadbt benefits received Kaha hoga?

Yah Applicants par Nirbhar karata hai ki vah benefits kaunse bank account Me receive karana chahata hai. Us bank branch me aadhar copy with bank passbook zerox Jama kare Jaha aap fund pana chahate hai.

Bank aadhar link karane ke liye ek form aapko de Sakata hai jise aadhar linking form kaha jata hai. Yah form bharane ke baad Branch me registered Mobile number par ek OTP aayega agar mobile number pahale se updated hoga bank account number ke sath.

Must read carefully last yah process jis bank account ke sath Applicants karenge vahi fund disbursed mahadbt portal dvara kiya jaata hai.

How would I know that MhDBT funds have come to my account?

Mh DBT Aaple Sarkar Portal Recommend kar chuka hai ki Apne mobile number ko Apne Aadhar bank link Account number ke Sath Update Kare.

Yadi Ab tak Aapne Yah nahi Kiya Hai To Turant Kare Because Mahadbt Yojana Funds Credit huye hai ki Nahi yah Bank OTP ke jariye aapne Mobile Number par SMS Bhejata hai.

Alternatively, Banks Internet Banking, Phone Banking, SMS BAnking, Passbook Entry, ATM Balance etc Ke Jariye Bhi Pata Chal sakata hai Ki MahDBT Funds Credit huye hai Ya Nahi.

MahDBT Voucher Redeem Mahadbt Query.

How To Redeem Scholarship Voucher Of Mahadbt.

MahDBT Scholarship Voucher Redeem Karane Ke Liye Date Di Gayee Hoti Hai Usse Pahale Applicants Ko Voucher MahDBT Redeem Karana Hoga.

Previous year First/Second redeem Status nahi Aaya?

Pichhale varsh ka voucher redeem karane ke liye Option nahi Aaya hai To Pahale dekhe ki Application last level tak Approved huwa hai ya nahi.

Yadi Sab sahi hoga tabhi Option redeem karane ke liye Aayega Varna nahi Aayega. Must read carefully last date of mahadbt voucher redeem click karana Jaruri hai.

What Is Last Date Mahadbt Scholarship Redeem Voucher?

Last Date Of MahaDBT Scholarship Application Form 31/01/2022 Hai. Iske Baad First Installment Voucher Redeem karane Ke Liye 20/01/2022 And Second Installment MahDBT Voucher Redeem Karane ke liye Upar Di Gayee Link Par Click Kare.

What is Status Under DDO?

Under DDO Status Means Application Of Mahadbt Form College level login me Clerk/principal Pending Hai.

Request kare Apne Principal/Clerk Se ki Application Ko Jald Approved kare Jisse Aage ki Process Complete Ho Sake.

What Should I Do If Voucher Aaya But Button Nahi?

Pata kare Institution Me Ki Kahi Aapka voucher Pahale hi to redeem nahi kar liya gaya college ke Dvara.

Yadi unke dvara Yesa nahi kiya gaya hai to Ma

Other Queries.

Kyo Government Schemes Ke Liye Aadhar Mandatory Manga Jata Hai?

Aadhar Number Duplicate Account/ Fake Account etc Accounts Ko Find Karake Unka Safaya Karane me Kaam Aata Hai. Itna hi nahi balki Applicant ki Direct benefits track karane me, Personal information, address information etc ke Jariye Beneficiary Sahi hai ya nahi Yah Sahayata Milati hai.

Simple Language me bataye to Applicants ki Identity ke liye Kam samay leta hai aur accurate information, transparency, benefits ke bare me governments ko Provide Karata Hai.

Aadhaar details correction/change Kaise kar sakate Hai?

Apne Profile aadhar correction/changes Karane ke liye Kisi bhi najdiki PRC centers/ Aadhaar enrollment centers par contact kare.

Yadi Aadhar ke sath mobile number update hai to Ghar baithe online aadhar correction Bhi kiya Jaa sakata Hai.

Aadhaar based DBT Portal beneficiary Ke liye helpfull kaise Hai?

Aadhar seeding Aapki scheme related information aapko provide Karata hai Aur aapko Aashvast karata hai ki Aapke alava is Benefits ko koi Prapt Nahi kar sakata.

Kisi bhi agent Ke paas Beneficiary Ko Jane ki Need nahi hogi. Direct benefits beneficiary bank accounts me transfer honge aur Applicants ko Kahi par Bhi Dhakke Nahi khane padhate.

Benefits new aadhaar linked bank accounts me transfer kiye Jate Hai. Isiliye Vahi Fund Disbursed hoga jaha Last aadhar link Kiya hoga.

Mahadbt Problem Solutions.

How to contact at MahaDBT Aaple Sarkar DBT Portal?

Unfortunately, Mhdbt contact karane ke liye personal address, number nahi diya Gaya hai But Applicants ki help Ke liye MahDBT Helpline telephone Ke Jariye Communicate Ke liye Diya Gaya Hai.

Applicants 022-49150800 Mahadbt Help line number par Call kar Sakte Hai Aur Online Grievance Bhi kar Sakate hai. Share to other Students to get more information Of MahDBT Scholarship Last Date, MhDBT helpline & Maharashtra Scholarship Portal FaQs for Recent Queries.